Jankari UP

Uttar Pradesh Voter List 2022 | यूपी मतदाता सूची {ceouttarpradesh.nic.in}

Written by A to Z Classes

Uttar Pradesh Voter ID List 2022:- Hello Dosto, Jaisa ki aap sabhi jante hain ki Uttar Pradesh ya otherwise kisi bhi State jab kisi chij ka Election hota hai to usme Vote karne ke liye Rajya ke Candidates ke pass apna Voter Card hona bahut hi aavashyak hota hai. To agar aap Uttar Pradesh ke Rahne bale ek Nivasi hain, Aur Rajya me is baar hone bale Election me apna Matdan dene ke liye Voter Card ke aavedan kiya hai to ab apna Naam UP voter Card List 2022 me online check kar sakte hain.

Bata den ki Uttar Pradesh me New Voter Card ke liye List 2022 ko online jaari kar diya gya hai aap is List me apna naam online check kar sakte hain, Ki aapka naam Voter List me aaya hai ya nahi. Isliye hamne is article me aap sabhi ko bataya hai ki aap kis prakar se UP Voter List 2022 me apna Naam dekh sakte hain, Jiske liye aapko is post ko last tak padhna hoga.

Uttar Pradesh Voter ID List 2022

Uttar Pradeh ke jin Ladako ki Age 21 Varsh aur Ladakiyon ki Age 18 Varsh pura ho chuka hai, Aur jinhone bhi Voter ID Card banbane ke liye kuchh din pahle aavedan kiye hain, Ve is Voter List me apna naam ghar baithe apne Mobile se iske official website par jakar online ke madhyam se check kar sakte hain.

Matdata Suchi me jin logo ka Naam shamil hoga vah aage aane bale kisi bhi Election me apna Matdan kar sakte hain, Aur jin Logo ka naam is Uttar Pradesh New Voter Card List 2022 me nahi aayega unhe aane bale Election me Vote karne ki anumati nahi di jayegi.

What’s Is Voter ID Card, (मतदाता पहचान पत्र क्या है)?

Voter Id Card Desh ke sabhi State ke har vyakti ki pahachan ke liye ek bahut hi mahatvapurn ID Proof hota hai, Is Voter id Card ke madhyam se Desh ke har vyakti hone bale Loksabha Election, ya apne Panchayat Election ya other kisi bhi Election me iska upyog karke apna Matdan kar sakte hain. Jabki itna hi nahi is Voter Card ka upyog Rajya ke sabhi Nagrik kai mahatvapurn kaamo ke liye bhi istemal karte hain.

Rajya ke jin logo ne abhi tak apna Voter Id Card nahi banbaya hai, To jitna jald ho sake Voter Id Card banbane ke liye online aavedan kar sakte hain aur apna Matdan sahi ummidbar ko de sakte hain.

Benefits of voter id card list

  • Voter Id Card ke madhyam se Rajya ke koi bhi vyakti kisi bhi Bank me apna Account aasani se khulba sakte hain.
  • Voter Id ka Log apni pahachan ke roop me upyog kar sakte hain.
  • Jin logo ka naam is Voter List me aayega vah aane bale Election me apna Vote de sakte hain.
  • Rajya ke Log apne ghar baithe internet ke madhyam se official website par jakar online Voter List me apna naam check kar sakte hain.
  • Iske liye Uttar Pradesh ke log ko kahi jane ki aavashyakta nahi hogi.
  • Aur online suvidha shuru hone se Rajya ke nagriko ko samay ka bhi bachat hogi.

How To Check Name in Uttar Pradesh Voter List 2022?

Uttar Pradesh ki jo bhi ichhuk labharthi New Voter Id List 2022 me apna naam check karna chahte hain wo niche bataye gye step by step tarike ka upyog karke online check kar sakte hain.

  • Is Page me niche diye gye link se Chief Electoral Officer ke official website par visit karen.
  • Iske home page se Search Your Name Electrol Roll bale option par click karen.
  • Click karne ke baad aapne samne ek form open ho jayega.
  • Isme aapko kuchh option dikhai denge Search by Description / Search by ID / Search by EPIC No isme se kisi ko ek ko select karna hoga.
  • Iske baad puchhi gyi sabhi details ko sahi sahi bharen.
  • Dusre tarike se (पहचान पत्र क्रमांक.द्वारा खोजे/Search by EPIC No) me apna State aur Captcha Code enter karna hoga.
  • Aur sabhi jankari enter karne ke baad aap Search bale button par click kar den.
  • Aapke screen par UP Voter List ka sabhi Details show ho jayega.
  • Is page par aap View Result par click karne, Iske baad Matdata List ke bare me puri jankari mil jayega, Jisme apna naam dekh sakte hain.
Official WebsiteOfficial Website

How To Download Uttar Pradesh Voter List With Photo?

  • Aap niche diye gye link se iske official site par visit karen.
  • Home page se aapko apna District ko select karna hai.
  • Iske baad aap List se Vidhansabha Nivarchan Kshetr ko select karen.
  • Ab aap dikhai gyi buttonpar click karen.
  • Ab List download karne ke liye PDF Form dikhai dega.
  • Aur show button par click karne ke baad aap sabhi Matdan kendro ki List dekh sakte hain.
  • Ab Right Side me Voter’s List ke roop me ek option milega, Aap Polling Booth ke Election Roll par click karen.
Official WebsiteClick Here
PDF File DownloadGo Here

Aap in sabhi Step ko follow karke Lok Sabha Elecction ke liye UP Voter List or Electoral Roll Matdata List me apna naam check kar sakte hain, Aur aapki Photo ke sath anya jankari bhi prapt ho jayegi.

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

Leave a Comment