Contents
Search Name In Voter List Online:- Hello Guys, Yadi aap Voter ID Card banvane ke liye apply kiya hai, Aur Voter List me apna naam check karna chahte hain to aap bilkul check kar sakte hain. Kyonki India Government ne hal hi me “New Voter List” National Voter’s Service Portal ke official website par jaari kiya hai, Jisme apna naam aasani se online check kar sakte hain. New Voter’s List me apna naam kaise dekhe.
To aaj ke is article me hamne Voter List me naam ki janch karne ke liye puri jankari ke sath direct link share kiya hai. Aap is page se online portal par jakar Voter List me apna naam dekh sakte hain. Yadi aapka naam Voter List me hai to aane bale elections me apna matdan de sakte hain. Iske alava Electoral list ke bare me mahatvapurn jankari share kiya hai, Jo recently India Govt, dwara https://electoralsearch.in/ par jaari kiya gya hai.
Search Name in Voter List Online, www.electoralsearch.in
To India Government ne New Voter List online jaari kar diya hai. Ve sabhi Indian’s Citizen jinki age 18 Varsh cross kar chuka hai, Aur Voter List me naam judvane ke liye apply kiya hai. Un sabhi ka naam Voter List me shamil hai. Jise is website ke madhyam se Govt. of India ke dwara jaari ki gyi new list se apna naam check karke Voter ID Card download kar sakte hain.
Aur Voter ID ko download kar aane bale elections me apne favorite leader ko matdan kar sakte hain. Lekin jinki age 18 varsh ho chuka hai, Aur abhi tak Voter List me naam nahi judvaya hai to iske liye apply kar sakte hain, Uske baad Voter List me apna naam dekh sakte hain. Aur Voter List me naam rahne par kisi bhi election me matdan kar sakte hin.
Lok Sabha Election Voter List Overview
Article | Search Name in New Voter List |
Launched By | Election Commission of India |
Beneficiaries | Citizen of India |
Objective | To Provide Election Voter List |
Category | Central Govt. Schemes |
Official Website | https://eci.gov.in/ |
Voter List (Electoral Roll)
Voter List me un sabhi eligible voters ka naam shamil hai jo upcoming elections me Vote de sakte hain. Sabhi ko pata hoga ki Lok Sabha & Vidhan Sabha elections me favorite party ko Vote dene ke liye Voter Id Card ek mahatvpurn bhumika nibhata hai. Yah list har saal iske authority dwara jaari ki jati hai. Jisme aavedan karne bale sabhi candidates ka naam joda jata hai. Lekin jinka naam Voter List me nahi hai vah Voter ID Card banvane ke liye apply kar sakte hain.
How to check your name online in new voter list?
Voter Id Card ke liye aavedan kar chuke hain sabhi candidates niche bataye gye steps ko follow karke online mode me apna naam check kar sakte hain.
- National Voter’s Service Portal (NVSP) ke official website https://electoralsearch.in/ par jayen.
- Aapke samne is type ka page open hoga.
- Isme apna Name/ DOB/ State/ District/ Assembly Constituency/ Father’s/Husband’s Name and Genter select ko select karen.
- Iske baad Captcha Code enter karke “Search” button par click kar den.
- New Voter List aapke screen par open ho jayega.
- Isme apna naam dekh sakte hain.
By EPIC Number:-
- NVSP ke Official Website par jayen.
- Iske home page par jane ke baad “Search by EPIC No.” par click karen.
- Aapke samne is type ka ek new page open hoga.
- Isme apna EPIC NO./ State ko enter karen.
- Last me Captcha Code enter karke “Search” button par click kar den.
- Ab Voter List me apna dekh sakte hain.
How To Download Voter List or Electoral Roll PDF Online?
Yadi aap Electoral Roll PDF ke ke jariye Voter List download karna chahte hain, to niche bataye gye steps ko follow karen.
- NVSP ke Official Website par jayen.
- Home page se “PDF Electoral Roll” bale otpion par click karen.
- Aapke samne ek web page open hoga.
- Yaha se aapko apne State par click karen, Jaha aap Voters ke roop me register hain.
- Iske baad AC Name par click karen, Jise aap Vote karne ke liye register hain.
- Ab polling section ke side me “Draft Roll” bale option ko select karen.
- Aur last me Voter List ko download kar sakte hain.
State & UT Wise ECI Official Link
Voter ID status tracking process via SMS
State | SMS Format | Number |
Bihar | EEL<space>voter ID number | 56677 |
Karnataka | KAEPIC<>voter ID number | 9243355223 |
Andhra Pradesh | VOTE<>voter ID number | 9246280027 |
Kerala | EEL<space>voter ID number | 54242/537252 |
Odisha | CEOODI<space>voter ID number | 9238300131 |
Uttar Pradesh | UPEPIC<space>voter ID number | 9212357123 |
Andhra Pradesh | VOTE<space>voter ID number | 9246280027 |
Chandigarh | BTH<space>voter ID number | 9216164606 |
West Bengal | WBEC<space> ID number | 51969 |
Tamil Nadu | EPIC<space>voter ID number | 9211728082 |