Contents
BSc Full Form: Hello Friends, Kya aap jan na chahte hain ki BSc kya hai ya phir BSc ka full form kya hota hai to ye article aap sabhi ke liye kafi upyogi saabit hone bali hai kyonki is post me aap sabhi ko BSc ke baare me puri jankari di ja rahi hai aur iske saath hi aap sabhi ko full form of BSc bhi bataya jayega jiske liye aap is page par aaye hain.
Yadi aap ek student hain aur abhi high school ya iske aas paas hain to in sab ke bare me jan na aap sabhi ke liye jaruri ho jata hai taki aap future ka faisla le saken ki aage aapko kya karna hai.
To aaiye shuru karte hain aur jaante hain BSc course ke bare me vistar se hindi me.
B.Sc Ka Full Form Kya Hota Hai?
To sabse pahle aap sabhi ko bata den ki B.Sc ka full form Bachelor of Science hota hai Aur ye Ek Undergraduate Course hai jise intermediate ke baad kiya jata hai.
To science me interest rakhne bale student is course ko chunte hain UG course karne ke liye.
BSc Course ka duration generally 3 years ka hota hai jo unviersity ke ansuar alag alag ho sakta hain. Bachelor of Arts vaise students persue karte hain jo 10th ke exam ke baad 12th bhi pass kar chuke hain.
तो इस प्रकार आपने जाना की B.Sc का फुल फॉर्म Bachelor of Science होता है जिसे हिंदी में विज्ञान में स्नातक कह सकते हैं. साथ ही बीएससी की पूरी जानकारी निचे शेयर की जा रही है ताकि आप इसके बारे में पुर विस्तार से जान सकें.
BSc Admission procedure:
Isme admission process kafi aasaan hai. ab sabhi college admission ke liye online form bharwate hain aur phir merit list ke anusar namakankan karwate hain.
Aise me 12th pass hone ke baad aap jis bhi unviersity ke college me admission lena chahte hain uske official site se aap aavedan kar sakte hain.
Career Options after BSc
BSc ek regular course hai jise karne ke baad aap kisi bhi field me ja sakte hain. Aap Govt job jaise banks, railway, ssc ke liye taiyari kar sakte hain ya phir public sector me job kar sakte hain.
Niche kuchh options hain jo aap BSc karne ke baad kar sakte hain.
Lecturer |
Doctor |
Pharmacist |
Ecologist |
Science Advisor |
Cytologist |
Taxonomist |
Chemist |
Geneticist |
Plant Biochemist |
Marine Geologists |
Toxicologist |
Biology Researcher |
Dairy Technologist |
Anaesthesiologist |
Clinical Research Specialist |
Oceanographers |
Laboratory Technician |
Popular BSc Courses in India
BSc karne ke liye aap alag alag subject le sakte hain jisme aapko interest ho aur uski list niche di gyi hai jo aapke liye ek option ho sakti hai.
B.Sc. (Agriculture) |
BSc (Medical Technology) |
B.Sc. (Microbiology) |
BSc (Electronic) |
BSc (Biochemistry) |
BSc (Bioinformatics) |
BS. (Computer Science) |
B.Sc. (Food Technology) |
B.Sc. (Nursing) |
B.Sc. (Interior Design) |
BSc (Nutrition) |
B.Sc. (Genetics) |
B.Sc. (Forensic Science) |
B.Sc. (Multimedia) |
BSc (Nautical Science) |
BSc (Information Technology) |
BSc Subjects
Botany |
Zoology |
Mathematics |
Chemistry |
Electronics |
Biology |
Computer Science |
Environmental Science |
Physics |
Biochemistry |
Iske saath hi yadi aap BSc complete kar late hain to aage ke course jaise PG me MA, MSC, MCOM ityadi kar sakte hain.
To ye aage ki padhai karte rahne ya phir job paane dono ke liye useful hai.
To aasha hai aapko BSC FULL FORM ab pata chal gya hoga aur saath hi aapko BSc ki jankari bhi mil gyi hogi ki Bsc kya hai.
[…] BSc Full Form | B.Sc Kya Hai […]
[…] BSc Full Form […]