Full Form

EPC Full Form Kya Hota Hai? Puri Jankari Hindi Me

EPC Full Form
Written by A to Z Classes

EPC Full Form: Hello Friends, Kya Aap Jante hai ki EPC ka full form kya hota hai. To iske bare me is article ke dwara pura information diya ja raha hai ki EPC ka full form kya hota hai aur iska kaam kya hai. To ye sab puri jankari is post me aap sabhi ko mil jayegi. Taki aap jan saken ki EPC ka full form kya hota hai aur EPC aakhir hai kya. To aap is post ko last tak padhe aapko sari jankari isme mil jayegi.

EPC Full Form in Hindi – EPC क्या है

Aapko bata de ki EPC Ka Full Form Engineering Procurement And Construction hota hai. Aur ise hindi language me (इंजीनियरिंग, खरीद और निर्माण) bhi kaha jata hai.

Aap sabhi ko bata de ki EPC ko Construction industry (निर्माण उद्योग) me contract ka ek normal roop mana jata hai. Yah contract thekedar aur grahak ke bich kiya jata hai. Aur Is project ke liye construction project (निर्माण परियोजना) ke bare me sabhi vivaran project ke Design Material ki kharid aur project ke liye aavashyak labour aur equipment shamil hote hain.

Aapko bata de ki isme project ki time sima bhi shamil hoti hai aur Contractor (ठेकेदार) jo amount pay karta hai bo bhi isme shamil hoti hai. Isme thekedar ko grahak ki aavashyakta se bachne ke liye har point par use Discussion(चर्चा) karna chahiye. Agar use ek baar contract kar liya jata hai to yah thekedar ki jimedari ho jati hai ki bo budget ke andar kharch ko rakhne aur project ko specified time sima ki andar pura kar sakta hai. Is Agreement me yah EPC Contractor ki jimedari hoti hai ki ve pariyojana ko diye gye time ke andar pura kare aur budget ko ek Lump Sum Turn Key Agreement ke roop me complete kar sakta hai.

Top EPC Companies in India

Ab aapko yaha par bata EPC ke india me sabse Top companies ke bare me bataya gya hai jo aap niche diye gye table me aap dekh sakte hain.

  • GMR
  • IVRCL
  • Punj Lloyd
  • Tata Project
  • Gammon India
  • JP Associates
  • Lanco Infratech
  • Larson & Toubro
  • Nagarjuna Construction Company
  • Hindustan Construction Company

Some Successful EPC Projects

  • Diavik Diamond Project
  • Mt. Milligan Copper-Gold Project
  • Solar Power Project: Solar plant built on the roof-top of a Hospital at Indore, MP.

Scope of work For EPC?

  • Engineering design and consultancy
  • Equipment supply
  • Civil planning and construction
  • Erection and commissioning
  • Training, Management, and Hand-over

To yaha par aap sabhi ko EPC ke bare me puri jankari de diya gya hai jise aap padhkar smagh sakte hain ki EPC kya hai aur iska kam kya hota hai to ye total jankari is post ke madhyam se bataya gya hai.

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

Leave a Comment