Contents
IAS Full Form: Hello Friends, Kya aap IAS Full Form jan na chahte hain to is article me aap sabhi ko IAS ki puri jankari ke saath iska full form bhi bataya jayega. Niche IAS ek bare me sabhi jankari hindi me di ja rahi hai, IAS kaise bana jata hai, IAS ka full form kya hota hai, IAS ban ne ke liye taiyari kaise karni hai.
Lekin yaha par jo sabse important mudda hai wo ye hai ki IAS ka full form kya hota hai aur wo bhi hindi me.
IAS Full Form in Hindi
IAS ek bahut hi important post hai aur ye India me har kisi ka ek sapna hota hai. Ise sabse uchh shreni ki sarkari naukri mani jati hai hai jiske liye lakhon log har saal UPSC exam dete hain. UPSC exam se IAS aur IPS ki bharti hoti hai jiske liye bahut kathin parishram kiya jata hai IAS aspirants ke dwara.
What is the Full Form of IAS
IAS ka full form – Indian Administrative Services hota hai jise hindi me भारतीय प्रशासनिक सेवा kaha jata hai. Niche aap sabhi ko image me iska full form diya gya hai.
Ab aapko IAS ke related kuchh aur bhi full form hain jo aapke liye upyogi saabit ho sakti hai.
IAS – Indian administrative services |
IPS – Indian police service |
DM – District magistrate |
IRS – internal revenue service |
IFS – Indian foreigners service |
Aapko bata den ki IAS ban ne ke liye aapko UPSC ka exam pass karna hoga aur usme bhi aapko pahle UPSC pre exam pass karna hoga aur uske baad UPSC mains exam bhi pass karna hoga aur yadi aap dono exam me qualify kar jate hain to aapko Interview ke liye bulaya jayega aur tab merit list ban ne ke baad aap IAS ban sakte hain.
IAS Related Full Form
UPSC Full Form | Union Public Service Commission |
IAS Full Form | Indian Administrative Services |
ESE Full Form | Engineering Services Examination |
CMSE Full Form | Combined Medical Services Examination |
CSE Full Form | Civil Services Examination |
ISS Full Form | Indian Statistical Service Examination |
IES Full Form | Indian Economic Service |
NDA Full Form | National Defense Academy |
CDSE Full Form | Combined Defense Services Examination |
IAS POSTS NAME
जिला कलेक्टर |
मुख्य सचिव |
सार्वजनिक क्षेत्र की इकाइयों के प्रमुख |
कैबिनेट सचिव |
आयुक्त |
चुनाव आयुक्त आदि |
आपने आईएएस के बारे में बहुत ही अच्छी जानकारी दी है