LKG Full Form In Hindi:- Hello Friends, Jaisa ki aapne title me dekha ki LKG ka full form form kya hota hai, LKG ka matlab kya hota hai, LKG class ka pura naam kya hai. To is post me aap sabhi ko bataya ja raha hai ki LKG ka full form kya hota hai. Aapne to aise LKG ka naam daily sunte honge lekin aap jante nahi honge ki LKG hai kya. To is post me isi ke bare me pura jankari diya jaa raha hai jise aap padhkar smajh sakte hain ki LKG ka full form kya hota hai.
Full Form of LKG: Lower Kindergarten
LKG ka Full Form – Lower Kindergarten hota hai aur LKG ko Hindi me (बाल विहार) Kaha jata hai. Aap jante hi honge ki sabhi children apni education ki suruaat LKG se hi karte hain. Lower Kindergarten me 3 se lekar 4 saal ke childern ko rakha jata hai jaha childern ko pencil pakadkar ke line khichna letter writing aur bolne ke liye sikhaya jata hai. Aaj kal jyadatar LKG school me to childern ko sketch, poem ityadi bhi sikhaya jata hai.
- L = Little => छोटे
- K = Kinder => बाल
- G = Garten => विहार
Full form of LKG in Hindi = छोटे बाल विहार
aap sabhi ko bata den ki Sabse pahle to childern ko Nursery, LKG yani Lower Kinder Garten me hi admission diya jata hai. Jisme childern ek saal tak padhte hain aur uske baad unhe Upper Kinder Garten UKG me admission diya jata hai. Bata den ki 1st class me jane se pahle childern ko ek saal tak UKG me hi study karna hota hai.
Jyadatar sabhi childern 3 se 4 saal Pre- Primary School me hi padhte hain jis se ki bo kisi Primary School ke 1st Standard me bina kisi problem ke study kar saken. Aur aaj ke time me India ke jyada school me Primary education bahut jaruri hai.
History of LKG, LKG का इतिहास
Kindergarten word ka use pahli baar Frederick Froebel ne play and activity school ke liye kiya tha.
Conclusion
Lower Kindergarten LKG ke bare me aap sabhi ko is post me pura jankari diya aur saath hi iska full form bhi bataya gya hai jis se aap jan sakte hain ki LKG ka full form kya hota hai.