Full Form

LLB Full Form – एलएलबी क्या होता है? Hindi Me

LLB Full Form
Written by A to Z Classes

LLB Full Form: Hello Friends, LLB ka full form Bachelor of Legislative Law hota hai aur iske bare me puri jankari hindi me is article me aap sabhi ko di jayegi. LLB pure desh me chalne bala ek undergraduate degree course hai unke liye jo legal profession me career banana chahte hain. Ye Law me career banane bale ke liye sabse achha course mana jata hai aur yahi karan hai ki ye kafi popular hai. Yadi ko Lawyer banna chahta hai to iske liye bahut jaruri hai ki uske pass LLB ki degree ho. LLB( Bachelor of Legislative Law ) complete karne ke baad koi bhi person advocate ke rup me practice kar skata hai kisi law court me, legal advisor ke rup me kaam kar sakta hai ya solicitor general or public prosecutor ke rup me kaam kar sakta hai.

Is course ke baad aur degree paane ke liye koi person LLM (Master of Laws) bhi kar sakta hai.

Aapko bata den ki LLB( Bachelor of Legislative Law ) karne ke liye do course hote hain. Ek 3 saal ka aur dusra 5 saal ka. Yadi aap 12th ke baad LLB karte hain to 5 saal ka course karna hoga aur yadi Graduation ke baad karte hain to ye course 3 saal ka hoga. LLB karne ke liye aapko iska Entrance exam bhi pass karna hota hai tabhi admission di jaati hai inke college me.

LLB Full Form in Hindi एलएलबी

To jaisa ki aapne jana ki LLB ka full form Bachelor of Legislative Law hota hai jise hindi me विधि स्नातक kaha jata hai. Is se related bahut saare course hain jo aap kar sakte hain LLB( Bachelor of Legislative Law ) me.

  • क्रिमिनल लॉ
  • पेटेंट अटॉर्नी
  • कॉरपोरेट लॉ
  • टैक्स लॉ
  • बैंकिंग लॉ
  • फैमिली लॉ
  • साइबर लॉ

LLB karne ke liye kuchh Pramukh sansthan ki list niche di ja rahi hai.

एमिटी लॉ स्कूल, दिल्ली, नोएडा
न्यू लॉ कॉलेज, भारती विद्यापीठ डीम्ड विश्वविद्यालय, पुणे
गुजरात नेशनल लॉ युनिवर्सिटी, गांधीनगर
नेशनल लॉ स्कूल ऑफ इंडिया यूनिवर्सिटी, बैंगलोर
सिंबायोसिस लॉ स्कूल, पुणे
स्कूल ऑफ लॉ मसीह विश्वविद्यालय (एसएलसीयू, बैंगलोर)
अलीगढ़ मुस्लिम विश्वविद्यालय
आर्मी इंस्टीट्यूट ऑफ लॉ, मोहाली
पश्चिम बंगाल नेशनल यूनिवर्सिटी ऑफ जुरियाडिकल साइंसेस, कोलकाता
K.L.E. सोसाइटी लॉ लॉ कॉलेज, बैंगलोर

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

3 Comments

Leave a Comment