Full Form

MMS की पूरी जानकारी | Full Form of MMS In Hindi

MMS Full Form hindi me
Written by A to Z Classes

MMS Full Form:- Hello Friends, Aaj ke is post me aap sabhi ko MMS Full Form in Hindi ke bare me bataya ja raha hai jise padhkar aap iske bare me jankari parpt kar sakte hain. Kya aap jante hain ki MMS ka full form kya hota hai ya kise kahte hain, iska istemaal kaise kiya jata hai. To ye saari jankari aap sabhi ko is article ke dwara diya ja raha hai jise aap padh sakte hain.

Aapne to MMS ka naam to jarur suna hoga par jante nahi honge ki MMS kya hota hai. Isliye aap sabhi ko is post ke madhyam se iske bare me pura information share kiya ja raha hai.

MMS Full Form – Multimedia Messaging Service

MMS ka full form Multimedia Massaging Service hoti hai, aur ise hindi me (मल्टीमीडिया संदेश सेवा) kahte hain.

(MMS) Multimedia Massaging Service se Massages ko ek dusre ke pass bhejne aur parapt karne ka ek standard method pradan karta hai jisme Audio, Video, Clips, Rich, Image, Text ityadi shamil hota hai.

Aur yah device Mobile phone, Computer, Handheld device ityadi me bhi ho sakta hai. MMS ka upyog GPRS And 3G Network dono me kiya ja sakta hai.

Mutltimedia massaging Service ko 1984 me develop kiya gya tha, aap MMS Technique ka istemaal aise hi kisi bhi device me nahi kar sakte hain. Is Technique ka use usi divice me kiya ja sakta hai jo ise support karta ho. Lekin aise to aaj ke samay me pure world me MMS ka upyog kiya ja raha hai.

MMS का उपयोग कहा पर होता है?

MMS Service kebal un sabhi devices me hi upyog kiya jata hai jo is Service ka Support karte hain. Aur is Facility ko niche bataye gye devices me bhi istemaal kiya ja sakta hai.

  • Mobile Phone
  • Smart Phones
  • Handheld Devices
  • Personal Digital Cellular
  • Personal Computers

MMS का लाभ क्या है?

  • Aapko bata den ki yah ek Instant messaging technology hai.
  • Aur isse Multimedia File ko aasani se kisi ke pass bheja ja sakta hai.
  • Aap iski madad se 160 se adhik akshar likh sakte hain.
  • MMS ki madad se kisi bhi prakar ka data bhi aap bhej sakte hain.

Aap sabhi ko is post ke madhyam se MMS ke bare me jankari pradan karaya gya hai jise padhkar aap iske bare me jaan hi gye honge ki MMS kya hai aur iska istemaal kaise kiya jata hai, Aur kun se divice me kiya jata hai. To agar MMS ke bare me jankari achha laga ho to aap is page ko share jarur karen.

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

Leave a Comment