Full Form

NRC Kya Hai – NRC Ka Full Form Hindi Me

भारतीय राष्ट्रीय नागरिक रजिस्टर
Written by A to Z Classes

NRC Kya Hai – NRC Ka Full Form Hindi Me: Hello Friends, Kya aap Janana chahte hain ki NRC kya hai aur NRC ka full form kya hota hai to is article me aap sabhi ko NRC ki puri jankari hindi me di jayegi. Yaha par aap sabhi ko bataya ja raha hai ki vastav me india me laagu hone bala NRC kya hai aur ye kaise aapke life ko effect kar sakta hai.

NRC Ka Full Form in Hindi

Sabse pahle jaan lete hain ki NRC ka full form kya hota hai to aap sabhi ko bata den ki NRC ka full form National Register of Citizens of India hota hai jise hindi me भारतीय राष्ट्रीय नागरिक रजिस्टर kaha jata hai. Philhaal ise India ke Assam State me laagu kiya gya hai aur aisa bataya ja raha hai ki ise aur bhi dusre state me laagu kiya jayega taki vaise log jo bharat ke naagrik nahi hain aur tab bhi bharat me rah rahe hain unhe yaha se nikala jaye.

Abhi haal hi me is se related CAB aur CAA bhi laagu kiya gya hai jiske bare me bhi aap detail se padh sakte hain. Ye CAA aur NRC (National Register of Citizens of India) dono alag alag chijen hain jo alag alag mahatv rakhte hain.

NRC (National Register of Citizens of India) Kya Hai Uski Jankari

To aaiye ab jaan lete hain NRC ke bare me point by points ki ye kya hai….

  • NRC (National Register of Citizens of India) SE HAME PATA CHALTA HAI KI KAUN BHARAT KA NAGRIK HAI AUR KAUN NAHI. JO NRC ME SHAMIL NAHI HAI USE BHARAT KA AVAIDH NAGRIK MANA JAYEGA.
  • ASSAM BHARAT KA PAHLA RAJYA HAI JAHA NRC LAAGU KIYA GYA HAI. 25 MARCH 1971 SE PAHLE ASSAM ME RAHNE BALE KO NRC ME SHAMIL KIYA GYA HAI AUR BAKI KO IS LIST SE BAHAR KAR DIYA GYA HAI.
  • NRC KA YAHI UDDESHYA HAI KI AVAIDH NAGRIK KO INDIA SE BAHAR KIYA JAYE YA JINHE MUMKIN HAI UNHE INDIA KA NAGRIKTA DIYA JAYE.
  • NRC (National Register of Citizens of India) LAGU KARNE KA KARAN YAH HAI KI 1971 ME BAHUT SAARE BANGLADESH KE LOG ASSAM AUR WEST BENGAL ME GHUS GYE THE JINKI PAHCHAN KAR INDIA SE BAHAR KARNA HAI.

To aaiye ab short me jaan lete hain teeno ke bare me…

  • CAB KA FULL FORM = Citizen Amendment Bill 
  • CAA KA FULL FORM = Citizen Amendment ACT
  • NRC KA FULL FORM = National Register of Citizens of India

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

2 Comments

Leave a Comment