Contents
Bihar Online Lagan Rasid:- Yadi aap Bihar me Online bhumi rasid katana chahte hai, To is Post me diye gaye Link se Online Lagan Rasid katba sakte hai. Bihar bhumi ka rasid kaise kate, Bihar online rasid Payment kaise kare, In sabhi ke bare me jankari prapt kar sakte hai. Yaha par aap sabhi ko bataya ja raha hai ki Bihar Lagan ke liye aap online kaise kar sakte hain.
Yaha se diye gaye direct link ki madad se aap Bihar ke Jamin ka Rasid katbane ke liye online aavedan kar sakte hai, Aap apne Land Receipt, Mobile Number ke madad se Online Bhumi rasid kata sakte hai. Aavdena karne se pahle niche di gayi Note ko jarur padhen.
http://www.bhulagan.bihar.gov.in/
Online Lagan Rasid Bihar 2022
Bihar online lagan rasid katbane ke liye, Aap sabhi niche ke diye gaye Link ka upyog kar sakte hai, Aur aavedan karne se pahle iski puri jankari aap niche se prapt kar sakte hai.
Service Ka Naam | Online Lagan Bihar |
Short Information:- | bihar bhumi rasid online payment online rasid payment bihar jamin ka rasid kaise kate bihar land record bihar online jamin ka rasid kaise kate bihar |
NOTE:-
- Rashi ka bhugtan karne ke liye aapko Sampati kar chalan ke vibran ki aavashykta hogi.
- Bhugtan karne se pahle apna Transaction ID likh len, Tabhi bhugtan ke liye aage padhen.
- Agar aapne bhugtan kar diya hai, Aur aapki Receipt kisi karan bas nahi mili hai, To aapne jo Transaction ID Note ki hai, use dalkar punh prayas kare.
- Jamin ka details dalne ke karam me me aapse kuch pucha jata hai, Jisme sahi tarike se apna Details jankari pradan kare.
How To Apply For Online Lagan Bihar?
Online Lagan katane ke liye niche diye gye Link ka upyog kare. Aur bataye gaye Steps ko follow kar iske liye Aavedan kar sakte hai.
- Sabse pahle diye gaye Link ki madad se iske Official site par visit kare.
- Vaha online Lagan ke link par click kare.
- Aapke samne iska Application form show ho jayega.
- Iska application form sahi se bharne ke bad submit kar den.
- Aur iske rasid ka payment kar sakte hai.
- Aur fir rasid ka ek print out nikal len.
Important Links:-
Online Lagan | Click Here |
Lagan Application Status | Click Here |
Lagan Application Print | Click Here |
Official Website | Click Here |
About Bihar BhuLagan
इस विभाग का आम जनता के साथ बहुत गहरा संपर्क है। प्रत्येक व्यक्ति को विभिन्न आवश्यकताओं के लिए अक्सर राजस्व कार्यालयों से संपर्क करना पड़ता है। विभाग, एक योजना, निगरानी और प्रशासनिक शीर्ष स्तर के निकाय, बिहार की राजधानी में स्थित हैं। भूमि रिकॉर्ड निदेशालय और सर्वेक्षण, विभाग के तहत एक प्रमुख निदेशालय पूरे राज्य के लिए भूमि रिकॉर्ड विकसित करता है। बहुत अच्छी तरह से बुनना राज्य के माध्यम से व्यापक संगठनात्मक संरचना। 38 जिला और उप जिला कार्यालयों को शामिल करते हुए 534 ब्लॉक स्तर के भूमि सुधार कार्यालय हैं जो नागरिक तक सेवा पहुंचाने के लिए पहुंचते हैं।
इस विभाग के कार्य में शामिल हैं
- सड़क राजस्व, शिक्षा उपकर, स्वास्थ्य उपकर आदि के साथ भूमि राजस्व का संग्रह।
- भूमि रिकॉर्ड का रखरखाव और अद्यतन करना।
- सार्वजनिक प्रयोजन के लिए भूमि का अधिग्रहण।
- सरकारी भूमि का संरक्षण।
- सरकारों की जमीनों की लीज।
- सरकारी भूमि को राज्य सरकार के विभिन्न विभागों और संस्थाओं को हस्तांतरित करना।
- भूमि का सर्वेक्षण और सीमांकन
- प्राकृतिक संसाधनों का प्रबंधन और नियंत्रण।
My website
Mere pita ji ke nam se Anchal kochas halka kapasiya mauja baradih me khata no.199 khesara 561 bhag sankhaya 3 preest sankhaya 103 rakva 4.5dismil hai jiska malgujari ka lagan jyada lga hai sir please aap km Mukhlal baitha.
thank you for usedful informtaion