Contents
RBSE Class 12th Exam Form 2021:- Hello Students, Board of Secondary Education Rajasthan Class 12th Examination 2021 ke liye Online Form accept karna shuru kar diya hai. Rajasthan Board se Class 12th me Padhai karne bale Students Examination 2021 shamil hone ke liye Exam Form 2021 bhar sakte hain. Yadi aap bhi RBSE ke 12th ka Students hain, To aap sabhi ki jankari ke bata den ki Board 12th Exam Form 2021 ko lekar 26 October 2020 ko official notification jaari ki thi. Aur 29 October 2020 se RBSE 12th Exam Form 2021 online mode me official website http://www.rajeduboard.rajasthan.gov.in/ par shuru kar di gyi hai. Isliye aaj ke is article me Application Process, Form Fee, Important Dates etc. Puri jankari share kiya gya hai.
Latest Update:- RBSE 12वीं परीक्षा फॉर्म 2021 भरने की शुरुआत 29 अक्टूबर 2020 से अधिकारिक वेबसाइट पर ऑनलाइन शुरू किया गया है, राजस्थान बोर्ड 12वीं परीक्षा फॉर्म 2021 नवंबर 2020 के अंतिम सप्ताह तक भरे जायेंगे. जो छात्र आरबीएसई 12वीं बोर्ड परीक्षा 2021 में उपस्थित होने जा रहे हैं, उन्हें आधिकारिक वेबसाइट पर जाकर RBSE 12th Exam Form 2021 अंतिम तिथि से पहले ऑनलाइन भरना होगा. परीक्षा फॉर्म 2021 भरने का सीधा लिंक इस पृष्ट में निचे उपलब्ध है|
Rajasthan Board 12th Exam Form 2021
To Rajasthan Board 12th Class Arts/ Commerce/ Science Examination 2021 Exam Form official website par online shuru kar diya gya hai. Ve sabhi Students jo RBSE 12th Board Exam 2021 me shamil hone bale hain, To vah online mode me 12th Exam Form 2021 bhar sakte hain.
RBSE 12th Exam Form 2021 online कैसे भरें, (How to fill RBSE 12th exam form 2021 online), Iske bare me step by step jankari niche provide karaya gya hai. Taki Rajasthan Board 12th Exam me baithne bale Students Exam Form 2021 bhar sake aasani se.
Lekin aap jan len ki Rajasthan Board 12th Exam Form 2021 RBSE dwara pradan kiye gye User ID or Password ka upyog karke School ke Principal dwara Exam Form online bhara jayega.
Aap table se Rajasthan Board Exam Form 2021 important dates ki janch kar sakte hain.
RBSE 12th Exam Form 2021 – Details
Name of Board | Board of Secondary Education Rajasthan |
Post Name | RBSE 12th Board Exam 2021 |
Start Date of Online Form | 29 October 2020 |
Last Date of Online Form | 30 November 2020 |
Date of Exam | To be announced |
Mode of Exam Form | Online |
Official Website | http://www.rajeduboard.rajasthan.gov.in/ |
RBSE 12th Exam Form 2021 Important Dates
Events | Important Dates |
Start Date of RBSE 12th Exam Form 2021 Filling | 29 October 2020 |
Last date of RBSE 12th Exam Form Filling | 30 Novermber 2020 |
Last date for pay Exam fee in Bank | 03 December 2020 |
Last date for submission of online form at Nodal Centre | 07 December 2020 |
Aap Important Date and Form Fee ke bare me adhik jankari prapt karne ke liye niche ke link se official notification ko check kar sakte hain.
RBSE 12th Exam Application Form Fee 2021
Regular Students | Rs. 600 /- |
Private Students | Rs. 650 /- |
Practical Subjects | Additional Rs 100 /- |
How To Fill Rajasthan Board 12th Exam Form 2021?
Aap yaha bataye gye steps ko follow kar Board ke official website par jakar Rajasthan Board 12th Exam Form 2021 online bhar sakte hain.
- RBSE ke official website par sabse pahle visit karen.
- http://www.rajeduboard.rajasthan.gov.in
- Home page ko niche tak scroll karen, Aur “ONLINE Form Filling 10th,12th,Prav. & V.Upad. Main Exam 2021 Portal” par click karen.
- Click karte hi aap new portal par chale jayenge.
- Aap yaha se 12th Exam Form 2021 download karen.
- Form ko sahi se bharen, Aur Passport Size Photo & Signature ko paste karen.
- Form ko apne School ke Principal ke paas jama kar den.
RBSE 12th Exam Form 2021 Online Filling Procedure (For Principal)
- Aap RBSE ke official website par visit karen.
- Aur ONLINE Form Filling 10th,12th,Prav. & V.Upad. Main Exam 2021 Portal par click karen.
- Yaha aap School Login ID & Password ke sath Login karen.
- Exam Form Screen par open ho jayega, Form ko bharen, Aur Important Document ko upload karen.
- RBSE Exam Form Fee 2021 Pay karen.
- Last me Submit par click kar den.
- Aur Form ka print out nikal len.
RBSE 12th Exam Form 2020 | Apply Online |
Download Exam Form 2020 | Download Here |
Download Notification | Download Here |
Official Website | Visit Here |
Conclusion:-
Aap sabhi is tarah se RBSE Class 12th Exam Form 2021 bhar sakte hain, Jiski puri jankari is page me share kiya gya hai. Yadi aapko Exam Form online bharne me koi pareshani hoti hai to niche comment section se help le sakte hain.