UPS Full Form in Hindi: Hello Friends, sabse pahle aapko bata dete hain ki Full form of UPS hota hai Uninterruptible Power Supply. Bahut saare log google par search karte hain UPS ke bare me to ye post aap sabhi ke liye kafi madadgar saabit hoga. Yaha par aap sabhi ko UPS Full form to bata hi diya gya hai uske alawe niche bataye ja raha hi ki UPS kya hota hai aur ye kaise kaam karta hai. Jaisa ki iske naam se hi pata chalta hai ki ye Power supply deta hai bina intrupt kiye. UPS me ek inbuilt battery hoti hai jo power supply karti hai tab bhi jab primary battery source time leta hai start hone me aur power cut ho jta hai. Ek UPS kisi bhi computer ko intna time de deta hai taki computer ke kaam ko save kiya ja sake power cut me bhi. To jab bhi UPS select kiya jata hai to battery size ka khyal jarur rakha jata hai. Ab market me bahut saare aise UPS aa rahe hain jo power cut hone par automatically aapke computer ke data ko save karta hai aur phir use shut down karta hai. Mainly UPS aapke device aur power supply ke bich mediator ka kaam karta hai.
UPS Full Form in Hindi
To jaisa ki aapne jana ki UPS ka full Form Uninterruptible Power Suply hota hai jise hindi me अबाधित विद्युत आपूर्ति kahte hain. Ye ek aisi machine hain jiska upyog power cut hone par bhi computer ko chalane ke kaam aata hai.
Types of UPS System in Hindi
UPS ke do types hote hain jinhe niche bataya gya hai.
- Stand-by power system: Ise dusre naam offline UPS and line-interactive UPS se bhi jana jata hai jo powr cut off hote ke saath hi milliseconds me battery par switch kar deta hai. Iska upyog main roop se computer ya office me power supply ke liye kiya jata hai.
- Online UPS: Online UPS apne intverter se uninterrupted power suppy deta hai. Iske do kami hain. Ye pahle bale se jyada mahnga hai aur iske cooling fan kafi jyada aawaz karte hain.
To is tarah aaj ke is post me aapne kafi vistar se jana ki UPS kya hota hai aur UPS ka full form kya hota hai. To aasha hai ki ye jankari aap sabhi ko pasand aayi hogi aur ise aap dusre ke saath bhi share karenge.
Your website is very good, There is a lot to learn in the field of education here. And for entertainment there is