Contents
USA Full Form:- Hello Guys, aap sabhi ko is post me USA ka full form bataya ja raha hai. Kya aap jante hain ki USA ka full form kya hota hai. Yadi nahi, To aap sabhi ko is article ke dwara USA ke bare me puri jankari hindi me diya ja raha hai jise padhkar aap USA ke bare me saari information prapt kar sakte hain.
Aap sabhi ne USA ke naam to kabhi jarur suna hoga aur jante bhi honge ki yah pure world ka sabse powerful country me se ek hai. Par aap iska full form nahi jante hain to is post ko last tak padhkar USA ke full form ke saath isse judi aur bhi jankari is page ke madhyam se prapt kar sakte hain.
USA Full Form in Hindi
USA ki full form (United States of America) hoti hai, Jabki ise hindi me (संयुक्त राज्य अमेरिका) kaha jata hai. Aur USA ko aasan bhasa me United State bhi kahte hain. Saath hi USA ke nivasiyon ko Americans bhi kahte hain, Jo ki iski Rajdhani (Washington) hai.
Aap sabhi ko bata den ki USA world ke sabse famous country me se ek hai jo Economy (अर्थव्यवस्था) aur Technology (प्रौद्योगिकी) ke sambandh me ek powerful country hai.
Aur United State of America pure world me area (क्षेत्रफल) ke hisab se tisra sabse bada country hai.
Jabki ye jansankhya ki dristi se United States of America world ka sabse tisra bada desh bhi mana jata hai, Iske total jansankhya ki agar ham baat kare to lagbhag 325 Million ke karib hai.
(Name of America) अमेरिका का नाम
Aapko bata den ki America ka naam United State of America ya (संयुक्त राज्य अमेंरिका) Thomas Pen dwara diya gya tha. Aur United States of America ka naam 4 July 1776 ke Svatantrata Ghosnaptra me adhikarik roop se prayukt kiya gya tha. 16th Shatabdi me yaha par European logo ke dwara basna aarambh kiya gya tha. Jabki America bhi England ka gulam rah chuka hai.
USA की राजधानी (Captial)
USA (United States of America) ki Rajdhani (Washington D.C) hai. Yah America ke kisi State ka bhag nahi hai, ise ek Maryland State se alag banaya gya hai. Aur Washington D.C Potomac River ke side me sthit hai.
अमेरिका का क्षेत्रफल और जनसंख्या
America ka area 98 Lakh varg kilo meter hai, Jaisa ki aap sabhi ko bataya gya ki Area ke anusar yah world ka tisra sabse bada country hai. Yaha ki Kull Population 30.4 Crore se adhik hai. Jansankhya ke adhar par yah Chin aur India ke baad tisre sthan par hai.
USA में उपयोग की जाने वाली भाषा
Aap sabhi ko bata den ki America me kayi State maujud hai aur lagbahg har State ki apni Language hai, Lekin America ki main roop se upyog kiye jane bali Language American English hai. Sanghiya vibhag dwara koyi adhikarik language nirdharit nahi kiya gya hai lekin kuchh kaanuno ke anusar America me English Adhikarik ho jati hai.