Full Form

BSF Full Form | BSF फुल फॉर्म क्या होता है?

BSF Full Form
Written by A to Z Classes

BSF Full Form In Hindi:- Hello Friends, Aaj ke is post me batane ja raha hu ki BSF ka full form kya hota hai aur ise hindi me kya kahte hain, BSF ka matlab kya hota hai, BSF kise kaha jata hai. To ye saari jankari aap sabhi ko is article ke dwara diya ja raha hai jise aap padhkar samajh sakte hain ki BSF ka full form kya hota hai aur ise hindi me kya kahte hain. To aap BSF ke bare me full form ke saath aur bhi jankari is post ke madhyam se prapt kar sakte hain.

Full Form of BSF [ Hindi ]

BSF ka Full Form Border Security Force hota hai aur BSF ko hindi language (सीमा सुरक्षा बल) kahte hain. Aapko bata den ki BSF ko India ki sabse chief Paramilitary Force mana jata hai. BSF International Borders ki nigrani karta hai aur Indian Border ka security ka kaam bhi BSF ke dwara hi kiya jata hai.

  • BSF stands for – Border Security Force
  • BSF Full Form in Hindi – सीमा सुरक्षा बल

Aapko bata den ki BSF world ka sabse bada Border Security Force ke roop me jana jata hai. Yah 6,385.36 Km Lambe International Border ki security karti hai aur yah border Sacred, inaccessible deserts, river valleys (पवित्र, दुर्गम रेगिस्तानों, नदी-घाटियों) aur Glaciated Territories tak faila hua hai. BSF ka kaam yudh ke khatro ke samay me logo ka security karna aur danger spot ko apne control me rakhna hota hai.

History Of BSF (बीएसएफ का इतिहास)

BSF ka history kuchh is parakar se hai, Jab Pakistan ne India me 1965 me Sardar Post, Chaar Bet and Beria Bet par attack kiya tha us samay border security ka obligations personal state police forces ke paas tha. Lekin yah force border ki security karne me unable rahi. To us time Indian government ko ek aise security force ki aavashyakta huyi jo special roop se India ki International boundaries ki Raksha kar sake. Tab isi aavashyakta ko pura karne ke liye BSF ka gathan kiya gya.

BSF ke first chief Shri KF Rustomjee the.

BSF Me Rank

BSF me har post ke liye rank alag alag hoti jiske naam aap niche se dekh sakte hain.

Gazetted Officer in BSF
  • Additional Director General
  • Director-General
  • Special Director-General
  • Inspector General
  • Deputy Inspector General
  • Commandant
  • Second-in-Command
  • Assistant Commandant
  • Deputy Commandant
Non-Gazetted Officers in BSF
  • Subedar Major
  • Inspector
  • Sub Inspector
  • Assistant Sub Inspector
  • Head Constable
  • Constable

BSF Ki Puri Jankari Hindi Me

Yah India ke akela Paramilitary force hai jiske pass Marine wing, Airwing Aur Artillery regiments hai. Artillery Regiments me iske 20 battalion hai. aur iske paas dog aur camel wing bhi hain. Aur jab iska gathan hua tha us samay BSF ki 25 Battalion thi.

BSF ki dogs ka training aur breeding ke liye national level par ek school hai, Aur in sab ke alaba is force ke paas TSU Tear Smoke Unit hai jiski staphna 12 may 1976 me tekanpur me kiya gya tha. Yah unit Tear Smoke Unit ka construction karti hai. Aur BSF ka gathan 1 December 1965 me kiya gya tha.

BSF ka headquarters Delhi me sthit hai, aur border ka chief Director General (महानिदेशक) hota hai jo ek IPS Officier hota hai. BSF ke sabse first director-general KF Rustomjee the. Unka tenure 21 July 1965 se 30 September 1974 tak tha.

BSF ko First wall of defense of Indian territories ka title diya gya hai. BSF Ministry of home affairs ke under me aati hai, aur present me Rajnath Singh Minister of Planetary Ministry hain.

BSF ke Liye Education

BSF me bharti hone ke liye candidate ko 10th aur 12th paas hona bahut jaruri hai. aur kisi official post ke liye manyata prapt kisi universtiy se Bachelor degree hona chahiye.

Age Limit

BSF ki exam me Shamil hone ke liye har candidate ka age lagbhag 18-25 Years ke bich honi chahiye aur Indian government ke anusar kuchh class me age limit me chhut diya jata hai.

Jsise SC/ ST ke liye 5 years, aur OBC ke liye 3 Years ki chhut diya jta hai.

BSF ke Selection process ke liye 3 step me kiya hota hai.

Written examination, physical and medical examination and interview dena bahut important hai.

Conclusion

To is tarah aaj ke is post me aap sabhi ko BSF ki puri jankari aur BSF ka full form ityadi ke bare me bataya gya. Agar aapko yah post achha laga ho to aap ise share jarur karen.

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

Leave a Comment