Contents
CAA Full Form, CAB Full Form & NRC Full Form in Hindi: Kya aap janana chahte hain ki CAB ab CAA ban chuka hai wo kya hai aur in dono ka full form kya hai to is article me aap sabhi ko CAB, CAA ki puri jankari hindi me di jaa rahi hai. Saath hi aap sabhi ko CAA, CAB aur NRC ka full form bhi bataya jayega. CAA का फुल फॉर्म जानिये इस आर्टिकल में हिंदी में.
CCA aaj kal kafi charcha me hain kyonki iske karan India me aajkal kafi dange ho rahe hain. Log ab iske bare me janne ko utsuk hain ki CAA kya hai aur iska full form kya hai. CAA ke bare me puri jankari is article me share ki ja rahi hai. Saath hi CAA ka full form, full form of caa bhi bataya ja raha hai.
लोग CAA के बारे में और भी अधिक जानकारी चाहते है. वे जानना चाहते हैं की CAA का फुल फॉर्म क्या होता है और CAA क्या है और इसकी इतनी चर्चा क्यों हो रही है. इसी कारण आज के इस आर्टिकल में आप सभी को CAA की पूरी जानकारी दी जा रही है. CAA अब एक कानून बन चूका है और यही कारन है की कुछ लोग इसका विरोध कर रहे हैं.
CAB Kya Hai – Full form of CAB
CAB ka full form Citizen Amendment Bill hota hai aur ise lok sabha aur rajya sabha se pass kar diya gya hai aur saath hi president ki anumati bhi mil gayi aur ab ye CAA (Citizen Amendment Act) ban chuka hai.
CAA Kya Hai – Full form of CAA
CAB (Citizen Amendment Bill) jab Bill se Act ban gaya to ise CAA ke naam se jana gya jiska full form Citizen Amendment Act hota Hai. Ab ye ek Kanun ban chuka hai jiske karan ise Bill se Act ka naam diya gya hai.
- CAB YA CAA (Citizen Amendment Act) KE TAHAT PAKISTAN, BANGLADESH AUR AFGANISTAN KE अल्पसंख्यकों KO BHARAT KI NAGRIKTA DI JAYEGI.
- IS BILL ME SIRF हिंदू, जैन, बौद्ध, सिख, पारसी और ईसाई DHARM KE LOGO KO SAAMIL KIYA GYA HAI AUR INHE BHARAT KE NAGRIKTA PRAPT KARNE KE NIYAMO ME CHHUT DI JAYEGI.
- YADI IN DHARM KO LOGO KO IN TEENO DESHO ME DHARM KE NAAM PART UTPIDAN KA SAMNA KAR PAD RAHA HO TO IS CAA KE TAHAT UNHE INDIA KA NAGRIKTA DIYA JAYEGA.
- MUSLIM DHARM KO ISME SHAMIL NAHI KIYA GYA HAI KYONKI IN TEENO DESHON ME MUSLIM अल्पसंख्यक NAHI HAIN. BALKI YE DESH MUSLIM BAHULYA DESH HAIN.
- CAB YA CAA KE TAHAT PAKISTAN, BANGLADESH, AFGANISTAN KE हिंदू, सिख, बौद्ध, जैन, पारसी और ईसाइयों KO JO 31 DECEMBER 2014 SE PAHLE BHARAT ME AAYE HAIN UNHE BHARAT KI NAGRIKTA DE JAYEGI.
तो जैसा की आपने जाना कि का फुल फॉर्म Citizen Amendment Act होता है और ये इंडिया का अब एक कानून बन चूका है.
To is tarah se aap jaan gye ki CAA, CAB kya hai aur in dono ka full form kya hai.
NRC Kya Hai – Full form of NRC
NRC ka full form National Register of Citizens hota hai jise National Register of Citizens of India ke naam se bhi jana jata hai. Iska uddeshya India me Jo bahar ke log hain unki pahchan kar bahar karna hai. Philhaal ise India ke Assam State me lagu kiya gya hai jisme bahut se log NRC se bahar ho gye hain.
To aaiye ab short me jaan lete hain teeno ke bare me…
- CAB FULL FORM = Citizen Amendment Bill
- CAA FULL FORM = Citizen Amendment ACT
- NRC FULL FORM = National Register of Citizens of India
तो आशा है आप सभी को CAA का फुल फॉर्म की पूरी जानकारी इस आर्टिकल में दे दी गयी है. इस से जुडी किसी अन्य सवाल के लिए आप निचे कमेंट कर सकते हैं. जल्द ही उत्तर देने की कोशिश की जाएगी.
इसके अलावे आप सभी को बताना चाहेंगे की यदि आप “सरकारी नौकरी” “एडमिट कार्ड” “रिजल्ट” “करंट अफेयर्स” “जीके क्विज” इत्यादि की ताजा अपडेट सबसे पहले पाना चाहते हैं तो आप atozclasses.com को अपने मोबाइल या कंप्यूटर में बुकमार्क कर लें तथा निचे के दायें साइड में स्थित ‘घंटी’ पर क्लिक करके इसका नोटिफिकेशन पर क्लिक करके Allow कर दें. आगे से सिर्फ गूगल पर सर्च करें ATOZCLASSES.COM
Thanks .good info. provided by your site…i m realy grateful to ur site “A TO Z CLASSES.COM”
Nice explanation
Very good and helpful info provided.thanks
So happy
Thanks very good information
बहुत अच्छी जानकारी दी गई लेकिन अब इतना उपद्रव क्यों देश में यह तो अच्छा है इससे किसी को कोई दिक्कत नहीं होना चाहिए
Thanks aapko eska full form btane ke liye
Thank you for fully information
Thank you so much very good information
Samprak me 8081393086
Good information,
We never got this information
Thanks for upploading a GOOD information about CAB ,CAA,NRC sab samajh mai aa gaya
welcome. Please share it.
I support you . Thanks for give right informations with maximum details.
Thanxs for right information..
Good information 🙏
Thanks lekin isse Kisi ko koi pareshani na ho to behtar Hoga
mai Narendra Narendra Modi aur Amit sha se ye puchna chata hoon ki is bill ke andar Muslim ka name q nhi h isse yahi pta chal rha ki Muslim ko citizenship nhi diya jayega
भारत में मुस्लिम अल्पसंख्यक है तो मुस्लिम बाहुल्य देश भारत के मुस्लिम को अपने देश में बुलाकर वहाँ का नागरिकता दे
और पाकिस्तान बांग्लादेश अफगानिस्तान में हिन्दू अल्पसंख्यक है तो इसलिए भारत हिंदू बाहुल्य देश होने के कारण उनको भारत में बुलाकर नागरिकता देगा
Dikkat he Bhai muslimo ko Bahar Hindu parsi Jain Sikh sabko andar yeh kaisa kanoon he kyu is desh me woh aaj se nahi balke usse bahut pehle se rehte he to Dena heto sabko warna kisi ko nahi
Deepak kumar yadav ji mai apse pucha raha ki jo ye virodh pardarshan ho raha kya galat hai .kya itne log me se koi nahi janta kya ki nrc kya hai caa kya hai cab kya hai sab jante hai ye log isliye virodh kar hai aur ye humare DESH Hindustan ko batna chahte hai ye log BJP wale but i don’t support this act I’M INDIAN MUSLIM HUM JAAN DE DENGE PR HINDUSTAN CHOD KE NAHI JAYENGE KUCH BHI HO JAYE HINDUSTAN JINDABAD INKALAB JINDABAD
Hum.b dekhte h kaise nikalege koi….. Muslim hindu or baaki mzhb dharm k logose ye hindustan bna h…… Ajj apna thought pesh krte h… IIf there is a unity there is a way’….. Jara aju baaju dekhiye pura desh apke saath khada h bhaijaan
good but dekhna ye hai ki aage kiya2 fayade honge, kiya baki deso ke jaise leaving standerd badega,,
thanks for the website. i.m clear ly understand meetings of CAB . CAA .&NRC
thanks for the website. i.m clear ly understand meenings of CAB . CAA .&NRC
Very good information this site thanks so much
🙏🙏🙏🙏🙏🙏Plz aei Cab & C(A)A khon batil krok nhole bohut okhubitha hobo Jen lgise ….??? 🙏🙏🙏🙏Joy ai okhom????
Ye bill sahi h,
Muslim bhai log kisi ki bato me na aaye aap logo ko koi presani nhi hogi
Bahut ache se explain kiya h
Thanks for all information I’m so proud of your channel because it’s a rules and regulations are very bad low kamina modi
Muslim ka name isliye nhi hai ki mulslim pak,afg,bangla me bahusankhyak hai yaha bill alpasankhyak logo ke liye hai jo dharm ke naam par utpidith huye ho
Thanks for this information.
This website made me understand so easily.
Thanks For Information & I Hearty Congratulations To PM Modi & Amit Shah For this Act Jai Hind
Hmare desh ke Muslim bhaiyu KO eshse koi khatra nhi h Bo to Puri ajadi se desh me rahenge unko Kisi document ki jarurat htodi h Bo to desh ke nagrik h unko darna nhi Chahiye.
[…] CAA FULL FORM […]
Central reserve police force
[…] CAA FULL FORM IN HINDI […]
[…] CAB FULL FORM IN HINDI […]
[…] CAA KYA HAI […]
[…] CAA AUR CAB KI PURI JANKARI […]
[…] CAA FULL FORM KYA HAI […]
[…] CAA KA FULL FORM KYA HOTA HAI […]
[…] CAB KA FULL FORM KYA HOTA HAI […]
[…] haal hi me is se related CAB aur CAA bhi laagu kiya gya hai jiske bare me bhi aap detail se padh sakte hain. Ye CAA aur NRC (National […]
[…] CAA, CAB & NRC Kya Hai […]
amazing Article, Thanks for sharing!
Samprak me 8081393086
Nice information provided by you.
Great information, Thank you.
thank you for this useful information
Thanks
CAA ka matlab kya hai