Full Form

CEO Kya Hai – Full form of CEO | Hindi

Full form of CEO
Written by A to Z Classes

CEO Full Form: Full Form of CEO Chief Executive Officer hota hai aur kisi bhi company ya organization me sabse highest position mana jata hai. CEO pure management aur administration ki dekh rekh karta hai. Is article me aap sabhi ko CEO ki puri jankari ke saath saath iske full forms kya hote hain uske bare me bhi share kiya gya hai.

CEO Full Form in Hindi

To jaisa ki aap sabhi jaante hain ki CEO ka full form Chief Executive Officer hota hai jise hindi me मुख्य कार्यकारी अधिकारी kahte hain.

Sidhe shabdo me kisi bhi company ka CEO us company ka karta dharta hota aur wo sabse upar hota hai. Company ke kisi bhi mukya kary ka nispadan CEO ke dwara kiya jata hai ya CEO ke order par kiya jata hai.

CEO directly company ke chairman or board of directors ko report karta hai. Wo company ke policies ko change karta hai aur apne employee ko motivate bhi karta hai. Us company ke sabhi staff CEO ke under hi kaam karte hain.

Ek CEO ban ne ke liye bahut saare hard work, experience aur business networking ka gyan hona bahut jaruri hai. Halanki CEO ban ne ke liye kisi khas qualification nirdharit nahi hai lekin best hona sabse achhi baat hai. Lekin aisa dekha jata hai ki CEO ke pass MDA ya technical degree awashy hota hai.

CEO ki salary us company par nirbhar karta hai ki wo kitna bada hai. Google ke CEO Sundar Pichai ki salary Karodo Me hai.

To aaiye ab short me bata dete hain CEO ke full form ke bare me ek baar phir se.

  • CEO Full Form = Chief Executive Officer
  • CEO Full Form in Hindi = मुख्य कार्यकारी अधिकारी

Some More Full Forms in Hindi

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

7 Comments

Leave a Comment