Full Form

DSP Full Form डीएसपी का फुल फॉर्म | Hindi Me

Written by A to Z Classes

Dsp Ka Full Form Kya Hota Hai: Hello Friends, Kya Aap jante hain ki DSP ka full form kya hota hai to mai batane bala hu ki DSP Ka full form kya hai aur DSP kise kahte hain. To ye sab ke bare me puri jankai hindi me aap sabhi ko is article me diya ja raha hai taki aap jan saken ki DSP ka full form kya hota aur DSP kise kahte hain. To Agar ham bat kare DSP ki to yah ek aisa post hai ki aaj kal ke bahut kam log jante hain ki Police Departement me DSP kaun hota hai aur DSP kise kahte hain. uska kam kya hota hai ye kis tarah ka officer hote hai aur DSP kaise ban sakte hain. iske alaba bahut saare log DSP aur ASP me different kya hota hai to ye sab bate janna chahte hain. To is post me aap sabhi ko pura iske bare me bataya ja rah hai.

DSP Full Form in Hindi

Bata de ki DSP Ka Full Form (Deputy Superintendent of Police) hota hai aur ise hindi me सहायक पुलिस आयुक्त या उप पुलिस अधीक्षक kaha jata hai. DSP Police Line me bahut bara important post hota hai.

DSP Kaise Bane?

India me agar aap Administration Job karna chahte hain to aap isme do trah se entry kar sakte hain. pahla hai ki aap promote hokar ya aap UPSC exam pass hokar ya police department me inspector me promotion ho kar ya UPSC ka exam aur PSC exam pas karne ke baad aap direct DSP ban sakte hain. Union Public Service Commission UPSC ek aisi sanstha hai jo central government ke saath kam karti hai aur UPSC har saal india level ki job ke liye exam leti hai.

Selection Process:

  • Written Exam (Preliminary and Main Exam)
  • Physical Efficiency Test (PET)
  • Interview and Medical

DSP KI Egibility Kya Hai

Deputy Superintendent of police jo bhi candidate banna chahte hain. to uske liye gradution hona jaruri hai. aur bata de ki exam ke dauran is baat se koi fark nahi parta ki candidate ka kitna percent marks hai jaruri to yah hai ki unke paas bachelor degree honi chahiye.

Jais ki aap sabhi log jante hain ki har state ki apni PSC exam hoti hai aur PSC State me reservation ke based par candidate ki age limit aur age relaxation ko tay karte hain. aapko bata de ki example ke taur par MP me age limit 21 se 30 saal tak hoti hai aur SC, ST categories ke candidate ko 5 saal ki age relaxation bhi diya jata hai. Aap sabhi ko Bata de ki DSP banne ke liye jo UPSC aur PSC ka exam hota hai unka pattern lagbgh ek hi jaisa hota hai. UPSC me hai ki national level ke question puche jata hain aur State PSC me state-level ke question hote hain. jiske karan UPSC ka exam bahut hard mana jata hai.

Ab aaplogo ko bata de ki UPSC And State PSC ka jo process hota hai DSP banne ke liye usme pahle prelims dena hota hai aur uske baad mains clear karna hota hai jiske baad first interview liya jata hai fir in sab test ke baad physical test bhi liya jata hai jisme height aur ek running hota hai jiske ant me chest ka measurement bhi liya jata hai. Sidhe taur par kahen to saare physical test liye jaate hain.

DSP Ka Training Process Kya Hai?

Agar jo bhi candidate UPSC ka exam pass hokar jate hai to uske liye ek saal ki training diya jata hai uske baad DSP banta hai. Aur agar koy candidate State PSC Exam clear karke jata hai to use police ke academy me 2 saal ki training di jati hai tb jakar DSP banta hai.

DSP Promotion Kaise Hota Hai?

To bata de ki UPSC Union Public Service Commission bale candidate ka promotion har 2 saal me hota hai aur 4 saal me UPSC clear karke DSP bana candidate ACP ban jata hai bahi baat kare State PSC bale candidate ka to iska promotion thora slow hota us Karan State PSC bale candidate Kul milakar 9 saal me ACP bante hain.

Union Public Service Commission se Pass bale candidate ko ASP kaha jata hai aur State PSC Pass bale candidate ko DSP kaha jata hai. aur kaam ki bata karen to dono ka kaam ek hi hota hai lekin sabse baraa fark inhe ek dusre se alag karta hai jo hai inke adhikar Chinh alag alag hota hai. DSP ke shoulder par shirf three silver stars hote hain aur ASP ke shoulder par bhi three silver stars hi hote hain. lekin uske niche IPS bhi likha hua hota hai jo ki unke rutbe ko badha deta hai.

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

3 Comments

Leave a Reply to rajesh X