MRP Full Form: Hello Friends, Kya aap janna chahte hain ki MRP kya hai ya phir iska full form kya hota hai to ye article aap sabhi ke liye kafi upyogi saabit hone bali hai. Is article me aap sabhi ko MRP ke bare me vistar se bataya jayega aur saath hi Iske full form ko hindi me bataya jayega. To jyada samay na lete hue aapko batate hain ki iska full form kya hota hai.
MRP Full Form in Hindi
MRP FULL FORM = Maximum Retail Price
To Jaisa ki aapne jana ki MRP ka full form Maximum Retail Price hota hai jise Hindi me अधिकतम खुदरा मूल्य kahte hain. Iska arth ye hai ki kisi bhi bastu ka MRP uska sabse adhik mulya hota hai aur MRP se adhik daam par koi bastu nahi bechi ja sakti hai. Consumer Goods Act 2006 ke anusar kib hi bastu par uska MRP print karna necessary hai aur ise MRP se adhik price par nahi becha ja sakta hai. Vaise Kisi bhi product ka MRP rakhna us uske nirman karne bale company ke haath me hota hai. Company dukandar tak pahuchne ke baad jo adhiktam kharch hoti hai usme sabka laabh jodkar ek MRP tay karti hai.
Aapko bata den ki MRP se adhik muly par kisi bhi saman ko bechna illegal hai. MRP print karne ka yadi uddeshya hai ki kisi bhi saman ko cutomer tak uchit mulya par pahuch sake aur koi dukandar customer se adhik paise na le.
To aasha hai ki ab aapko pata chal gya hoga ki MRP kya hoti hai aur vaise aane MRP full form ke bare me to sikh hi liya hai. To yadi ye jankari aapko achhi lagi hai to ise apne friends, family ke saath share karna na bhulen.
Kuchh Aur Upyogi Full Forms Hindi Me
Admit card kahan mil raha hai