Full Form

VIP Full Form – VIP Kya Hota Hai | Hindi Me

VIP Full Form
Written by A to Z Classes

VIP Full Form: Hello Friends, Kya aap janna chahte hain ki VIP kya hota hai aur VIP ka full form kya hota hai to is article me aaps abhi ko VIP ke bare me puri jankari hindi me di ja rahi hai taki aaj ke baad aapko kisi se puchhna na pade ki VIP Full form kya hota hai aur VIP kya hota hai.

To aaiye shuru karte hain aaj ki ye post aur aapko batate hain FULL form ki is series me aaj VIP ke bare me. Aise hi sabhi jankari ke liye aap hamesha atozclasses.com par visit karte rah sakte hain.

What is the full form of VIP?

VIP Full Form – Very Important Person [ अति महत्वपूर्ण व्यक्ति ]

To jaisa ki aapne jana ki VIP ka full form Very Important Person hota hai. VIP us person ko kaha jata hai jiski importance aur status high ho. Inhe public area ya phir kahi bhi special security aur privilege di jaati hai.

VIP ko most common examples len to Leaders aur Politicians, Movie Stars, Rich Employers, Senior Level Government Officer isme shamil hote hain.

VIP shabd ka upyog sirf chue hue vyaktiyon ke liye hi kiya jata hai. Kyonki inhe aam logo se alag rakha jata hai. Inhe bhid se alag sewaye pradan ki jaati hai. Jab ye kahi jaate hain to inke liye alag vayavsthya hoti hai to jo aam log ko nahi di jaati hai.

Aapko bata den ki ek shabd VVIP ka bhi upyog hota hai Jiska full form Very Very Important People hota hai.

VVIP Full Form – Very Very Important People

To is tarah se aapne jana ki VIP kya hota hai, VIP ka full form kya hota hai. To aasha hai ye article aapko pasand aaya hota. Article pasand aane par ise dusre ke saath share jarur karen taki sabhi logo ko iske full form ke bare me pata chal sake aur saath hi ve iske bare me vistar se jaan saken.

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

1 Comment

Leave a Comment