Full Form

RSVP Full Form – RSVP ka Full Form Kya Hota Hai?

RSVP Full Form
Written by A to Z Classes

Full-Form of RSVP:- Yadi aap RSVP ka full form janna chahte hai, To aaj ke is Post me aap sabhi ke sath RSVP Ka Full Form Kya Hota Hai, RSVP ka Matlab, RSVP Kaha Use Kiya Jata hai, In sabhi chijo ki jankari aapke sath is Post me share ki gayi hai.

Aap sabhi ko bata den RSVP ek Frech Phrase hai, Jo ki kai logo ke dwara upyog kiya jata hai, Aur yadi aapne bhi kabhi iska upyog kiya hai, Aur janana chahte hai ki RSVP ka matlab kya hota hai, To is post ki madad se aap iski puri jankari le sakte hai.

तो यहाँ पर आप सभी को RSVP का फुल फॉर्म हिंदी में बताया जा रहा है क्योंकि बहुत सारे लोग जानना चाह रहे थे की वास्तव में RSVP होता क्या है. निचे फुल फॉर्म के साथ और भी बहुत साड़ी जानकारी दी जा रही RSVP के बारे में.

RSVP Full Form

RSVP ek Frech phrase hai, jiska full form “repondez s’il vous plait” Jiska arth hota hai, “Please Respond”. Hindi me ise kah sakte hai “कृपया जवाब दें”. Yah aksar Invitation Card ke ant me likha jata hai. Aur invitation card ke sath RSVP Card ke rup me bheja jata hai.

तो इस प्रकार अब आपको पता है की RSVP का फुल फॉर्म हिंदी में “कृपया जवाब दें” होता है जो की repondez s’il vous plait का हिंदी है.

RSVP Card kisi vyakti aur mehmano ko marriage ceremony, birthday party, ya kisi any kisi karykaram me shamil hone ke liye aamantrit ke liye bhejta hai. RSVP kisi bhi vyakti se pratikriya pane ke liye bheja jata hai.

Purpose of RSVP

  • RSVP Card ka upyog kisi bhi Event ka aayojan karne bala Host janna chahta hai ki aap Event me honge ya nahi. Ise saral shabdo me kahe ki Vah vinarm tariko se apne invitation ki pushti chahta hai.
  • Yah kisi bhi Event ka aayojan karne bale aadmi ko mehmano ki expected number ka anuman lagane me madad karta hai. Host iski madad se mehmano ke liye khane pine aur any chijo ki behtar yojna bana sakte hai.
  • Yah kisi ko javab dene ke liye bhi Sishtachar hai jo aapko aamantrit karne ke liye achha hai. Isliye, Yadi aap ek invitation card par RSVP dekhte hai, To apne mejbano ko Call kare aur uski pushti kare ki kya aap us karykaram me shamil hone bale hai ya nahi.

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

Leave a Comment