Full Form

VISA Full-Form | Hindi Me

VISA Full Form
Written by A to Z Classes

VISA FULL FORMVisitors International Stay Admission hota hai jiske bare me puri jankari aap sabhi ko niche di ja rahi hai. Visa ke important document hain yadi aap kisi dusre contry me yatra karna chahte hain to. Yadi aap kisi dusre country me jaate hain aur apna VISA kho dete hain to aapko vapas apne country lautne me pareshani ho sakti hai. Dusre country me visa prapt karna bahut mushkil hota hai kyonki waha ke Govt ka rule follow karna padta hai.

Visa kisi person ko kisi country dwara diya jata hai taki wo kuchh samay ke liye us country me rah sake. Iska ek time limit hota hai aur iske category ke anusar ye alag alag hota hai.

visa full form

Types of VISA

  • Tourist VISA: Yadi koi person tourist banke dusre country me jata hai to is visa ki jarurat hoti hai jaisa ki iske naam se pata chalta hai.
  • Student VISA: Yadi koi student study karne ke liye dusra country jata hai to use student visa ki jarurat padti hai.
  • Employment VISA: Dusre desh me jakar kaam kane balo ke liye visa hai.
  • Business VISA: Yadi aapka business dusre country me hai ya dusre country me jakar business karna chahte hain to is visa ki jarurat hoti hai.
  • Medical VISA: medical treatment ke liye dusre country me jaane bale logo ke liye ye visa hai.
  • Emergency VISA: death, accident or serious illness of parents, siblings and children ityadi koi bhi serious matter me is tarah ka visa diya jata hai.

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

Leave a Comment